Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal Santoshi
HomePyarelal Santoshi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ulfat ka raasta hai manzil ki hai talaash hichkole khaati kishti ko saahil ki hai talaash aur mujhko mere khoye huye dil ki hai talaash achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota chhodke agar saath jaana tha ek din chhodke agar saath jaana tha ek din to ulfat ka rasta mujhko dikhaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri basaai thi nigaahon mein tasveer kyun meri yun nazron se apni phir giraaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein khizaan hi jab laani thi humaare chaman mein to phulon se gulshan ye sajaaya na hota tu aaya na hota achchha hota jo dil mein tu aaya na hota haaye rulaana tha gar to hansaaya na hota tu aaya na hota
aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye
o dekho ji dekho ji dekho ji dekho dekho taare ko taara kehta hai gupchup ye karke ishaara ho karke ishaara kya chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dheere se le ke haathon mein haath re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori haathon se naach re man bhi muskaat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein o dekho ji dekho ji dekho ji
jo mujhe bhula ke chale gaye mujhe yaad unki sataye kyun jo mujhe bhula ke chale gaye mujhe yaad unki sataye kyun jo kisi ka ban ke rah na sake wo kisi ko apna banaye kyun tera pyaar ek bahana tha ek do ghadi ka fasana tha tera pyaar ek bahana tha ek do ghadi ka fasana tha mujhe umar bhar ka rulana tha koi char din ko hansaye kyun jo mujhe bhula ke chale gaye mujhe yaad unki sataye kyun wo din na rahe wo na raaten rahin na wo tum rahe na wo baaten rahin wo din na rahe wo na raaten rahin na wo tum rahe na wo baaten rahin wo bahaar aayi chali gayi dil uspe aansu bahaye kyun jo mujhe bhula ke chale gaye mujhe yaad unki sataye kyun
jal nirmalam tan nirmalam man nirmalam nirmalam nirmalam nirmala aji kya rakha hai gyanam mein aur kya rakha hai dhyanam mein aji kya rakha hai gyanam mein aur kya rakha hai dhyanam mein dholo apne paap sabhi tum ganga ke asnanam mein aji kya rakha hai gyanam mein aur kya rakha hai dhyanam mein dholo apne paap sabhi tum ganga ke asnanam mein har gange abe hat nange bhed bhaav na jaane ganga kya bade kya chhote mein bhed bhaav na jaane ganga kya bade kya chhote mein ganga ji mein aaye lota ganga jaaye lote mein aanandam aanam jaanam mein aji kya rakha hai dhyanam mein dholo apne paap sabhi tum ganga ke asnanam mein har gange hari har gange ganga maiya khud behti hai saadhu mein sanyaasi mein ganga maiya khud behti hai saadhu mein sanyaasi mein haridwaar mein dubki maaro niklo jaa kar kaashi mein shiv shambhu ke asthanam mein aji kya rakha hai dhyanam mein dholo apne paap sabhi tum ganga ke asnanam mein har gange hari har gange har gange hari har gange
hey main hoon ek khalaasi main hoon ek khalaasi mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi main hoon ek khalaasi are main hoon ek khalaasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi main jerman na japaani afgaani na iraani na turk baluchastaani na gora englishtaani main jerman na japaani afgaani na iraani na turk baluchastaani na gora englishtaani main prem nagar ka vaasi main prem nagar ka vaasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi wo raaja ki hai raani aur sethon ki sethaani main aap pakaun khichdi aur aap bharun main paani wo raaja ki hai raani aur sethon ki sethaani main aap pakaun khichdi aur aap bharun main paani koi daasa na koi daasi koi daasa na koi daasi mera naam mera naam hai bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi khalasi bhim palaasi are ishak ka main deewaana aur husn ka
mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin o husn wale kahte nahin kitne ham hain hasin apne husn par unhen hota nahin hai yakin poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile poochhe kaun husn ko na ishq ki jo shay mile chahne walon ki nazar ka hai ye sab kamal thats all mere gore gore gaal mere kaale kaale baal mera husn lajawab meri ada bemisaal thats all tere neele neele nain tere meethe meethe bain loote mere dil ka chain kya kahun main dil ka haal pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye o pehle kisi butt pe kabhi marna nahin chahiye marr gaye to shor kabhi karna nahin chahiye aaye the ye ban ke chacha
na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi
naach mere mor zara naach zara naach zara naach mere mor naach mere mor zara naach zara naach zara naach dekh is or zara dekh us or ghire ghanghor ghire ghire ghanghor ghire ghire ghanghor sab or zara naach jhoom rahi paat paat jhoom rahi daal jhoom rahi lata kunj jhoom rahe pushp kunj jhoom rahe taru vishaal aaa aaa aa aa aa jhoom rahe taru vishaal ek geet ek taal bandhe ek dor naach mere mor zara naach zara naach zara naach chhed diye taar taar bhar ke maine sur malhaal jhoom rahe shyaam megh sapt rang kar singaar jhoom rahe shyaam megh sapt rang kar singaar chamak chamak naach rahi chanchal bijuriya chamak chamak naach rahi chanchal bijuriya naach mere mora o naach mere mora chamak chamak chamak chamak jhamak jhamak naach rahi kaali badliya naach mere mora o naach mere mora oo oo ooooo naach mere mora o naach mere mora madhur madhur baaj rahi madhur madhur baaj rahi door baansuriya naach mere mora o naach mere mora baja rahe baja rahe mor mukutdhari kunj bihaari
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Achha Hota Jo Dil Mein (Ulfat Ka Raasta) Nadaan (1951) 04:00 40995
 
Poster of Nadaan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chic Chocolate
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:00   Song Number : 40995   

Aisi Muhabbat Se Hum Baaz Aaye Nirala (1950) 03:12 37557
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:12   Song Number : 37557   

Chandani Raat Mein Nirala (1950) 02:53 39065
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:53   Song Number : 39065   

Jo Mujhe Bhula Ke Chale Gaye Sangeeta (1950) 03:06 37538
 
Poster of Sangeeta (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:06   Song Number : 37538   

Kya Rakha Hai Gyanam Mein Akalmand (1966) 04:25 12149
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:25   Song Number : 12149   

Main Hoon Ek Khulaasi Sargam (1950) 03:59 40454
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 40454   

Mere Gore Gore Gaal Dulhan (1958) 03:07 37588
 
Poster of Dulhan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:07   Song Number : 37588   

Na Ummeed Ho Sangeeta (1950) 03:26 40867
 
Poster of Sangeeta (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:26   Song Number : 40867   

Naach Mere Mor Zara Naach Tere Dwar Khada Bhagwan (1964) 03:55 18866
 
Poster of Tere Dwar Khada Bhagwan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Shanti Kumar Desai
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:55   Song Number : 18866   
Karaoke Songs of pyarelal santoshi, Sad Songs of pyarelal santoshi, Love Songs of pyarelal santoshi, Dance Songs of pyarelal santoshi, Hip-hop songs of pyarelal santoshi, Best songs of pyarelal santoshi, Super hit songs of pyarelal santoshi, hit songs of pyarelal santoshi, duet songs of pyarelal santoshi, solo songs of pyarelal santoshi, old songs of pyarelal santoshi, famous songs of pyarelal santoshi, Hindi Karaoke Songs of pyarelal santoshi, Hindi Sad Songs of pyarelal santoshi, Hindi Love Songs of pyarelal santoshi, Hindi Dance Songs of pyarelal santoshi, Hindi Hip-hop songs of pyarelal santoshi, best Hindi songs of pyarelal santoshi, super hit Hindi songs of pyarelal santoshi, hit Hindi songs of pyarelal santoshi, duet Hindi songs of pyarelal santoshi, solo Hindi songs of pyarelal santoshi, old Hindi songs of pyarelal santoshi, famous Hindi songs of pyarelal santoshi, Sing Along Songs of pyarelal santoshi, Sing Along Sad Songs of pyarelal santoshi, Sing Along Love Songs of pyarelal santoshi, Sing Along Dance Songs of pyarelal santoshi, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal santoshi, Sing Along Best songs of pyarelal santoshi, Sing Along Super hit songs of pyarelal santoshi, Sing Along hit songs of pyarelal santoshi, Sing Along duet songs of pyarelal santoshi, Sing Along solo songs of pyarelal santoshi, Sing Along old songs of pyarelal santoshi, Sing Along famous songs of pyarelal santoshi